35+ Best Sharabi Sayari For Sharabi Friend

 Hello Guys, Today I am sharing the best Sharab Shayari for you.


Jaam se kabhi itni nafrat naa karo,

Ki peena chaho to kabhi pee na sako.

Kisi ko bhi itna pyar na karo,

Ki bichad kar jeena chaho to jee na sako.


Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,

Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.

Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,

Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.


Chaaron taraf tanhaai ka saya hai,

Zindagii mein pyaar kisne paya hai,

Hum yaadon mein jhoomte hain unki,

Aur zamana kehta hai aaj phir peekar aaya hai.


Kutch peete hain nasha chadaane ke liye,

Kutch peete hain gham bhulaane ke liye.

Jaane kyun duniya kehti hai sharab ko bura,

Sharabi to peeta hai muskuraane ke liye.


Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon,

Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon,

Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon,

Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.


Hothon pe aaj unka naam aa gaya,

Pyase ke hath mein aaj jaam aa gaya.

Dole kadam to gire unki bahon main ja ke,

Aaj to peena bhi hamare kaam aa gaya.


Botal main sharab, sharab main uski tasveer nazar aati hai,

Nahi peeta to nasha chala jata hai, peeta hoon to uski tasveer chali jati hai.


Kuchh chehre lajawab lagte hain,

Mahobbat ke lamhe sharaab lagte hain,

Dard itne sahe mohabbat mein maine,

Ki ab hosh ke pal kharab lagte hain.


Ye jo peene pilane ki baat karte hai,

unse keh do kabhi hum bhi piya karte the,

jitni piker ye bahak jate hai,

utni to hum gilaso me chhod diya karte the.


Sharaab Dard Ki Dawa Hai Peene Se Koi Kharabi Nahi

Dil Ke Dard Se Peete Hain Waise Hum Sharaabi Nahi.


Dil ke dard se bada koi dard nahin hota.

Aashiqon ka sharab ke siva koi humdard nahin hota.

Aur jb dil toot ta hai to aansu unke bhi nikalte hain.

Jo kehte hain ki “mard ko dard nahin hota.


Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,

Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,

Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,

Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se.


Sharab Sareer Ko Khatam Krti Hai

Sharab Samaj Ko Khatam Krti Hai,

Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain,

Ek Bottle Tum Khtam Kro,

Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai.


Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai

Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai

Fir Awaz Lgayi Jati Hai

Aa Jao Tute DiL Walo

Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!


Gham tum laate ho zindagi mein humaare,

wo zakhm aane he nahi deti,

khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,

wo to khushi ko jaane he nahi deti,

hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,

wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti.


Pee hai sharab har gali har dukan se,

Ek dosti si ho gai hai sharab ke jaam se,

Guzre hain hum ishq mein kuchh aise mukam se,

Ke nafrat si ho gai hai mohabbat ke naam se.


Raat chup hai magar chand khamosh nahi,

Kaise kahoon aaj phir hosh nahin,

Is tarah dooba hoon teri mohabbat ki gahrai mein,

Hath mein jaam hai aur peena ka hosh nahin.


Pee ke raat ko hum unko bhulane lage,

Sharab mein gham ko milane lage,

Daru bhi bewafa nikali yaron,

Nashe mein to woh aur bhi yaad aane lage.


Madhhosh hum hardam raha karte hain,

Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain.

Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron,

Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain.


Na pine ka shauk tha na pilane ka shauk tha,

Hume to sirf Nazre milane ka shauk tha,

Pr kya kare yaaro hm Nazre hi unse mila baithe,

Jinhe sirf Nazro se pilane ka shauk tha.


Main todh leta agar gulab hoti,

mai jawab banta agar sawaal hoti,

sab jante hain mai nasha nahi karta,

Par pee leta agar sharaab hoti.


Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai

Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai

Fir Awaz Lgayi Jati Hai

Aa Jao Tute DiL Walo

Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai.


Peetay They Sharab Hum,

Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,

Mehfil Me Gaye The Hum,

Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar.


Mehfil-e-Ishq Sajao To Koi Baat Bane;

Daulat-e-Ishq Lutao To Koi Baat Bane;

Jaam Haathon Se Nahi Hai Peena Mujhko;

Kabhi Aankhon Se Pilao To Koi Baat Bane!

Post a Comment

0 Comments